Binance & Fauji Foundation Sign Deal to Develop Crypto Ecosystem in Pakistan
Bss yehi to almiya hai hmary Pakistan kaa. Har cheez my in shares hen har jaga inhon ny apni taangen ghussa rakhi hen or ab in ko crypto my bhi qadam rakhna hai. Pata nai ye chahty kaya hen. Har jaga in ki product hai. Balochistan inhon ny ujaar dala. KPK inhon ny ghaddar bna diya. Ab pata hai naa ky crypto kaa bohat zyada hath hai ab iss my bhi kamai karen gy. Ye watan to in ka hai ham to kha m kha hen iss my. Moj in ki hai. Koi in ky khilaf baat kary to ghaddaar ho jata hai. Yaani naa koi kuch kehny wala naa kissi ki ye sun'ny waly. Kher koi baat nai jab mery Allah ny jab apni khufya tadbeer ki naa to inhon ny ondhy munh girna hai. Or mery khayal sy wo waqt qareeb hi hai. Ghareebon ki haa lagni hai. Lag pata jana hai in ko.
Bss wait karen ab ye har jaga raaj karen gy. Or already kar hi rahen hen. Mazeed in jaa panja wasee or gehra hi hona hai.